Showing posts with label Nazm. Show all posts
Showing posts with label Nazm. Show all posts

Saturday, June 19, 2010

0 comments

Mujhe Khonay Se Darti Thi

Mujhe Khonay Se Darti Thi



Meri Aankhon Pe Marti Thi

Meri Baton Pe Hansti Thi

Na Janay Woh Ladki Thi Kaisi

Mujhe Khonay Se Darti Thi



Mujhay Jab Bhi Woh Milti Thi

Yahi Har Baar Kehti Thi

Suno!!

Agar Main Bhool Jaoon To

Agar Main Rooth Jaoon To



Kabhi Wapis Na Aoon To

Bhula Pao Gay Yeh Sab Kuch?

Younhi Hanstay Raho Gay Kya?

Younhi Sajtay Raho Gay Kya?



Yahi Batain Hain Bas Uski

Yahi Yaadain Hain Bas Uski

Yahi Chahat Hai Bas Uski

Mujhy Bas Yaad Hai Itna!!!



Mujhay Woh Pyar Karti Thi

Mujhay Khonay Se Darti Thi...!!!

Tuesday, June 15, 2010

0 comments

Socha tha chhod denge is raah ko


Per mohalle mein aaj doosri agayi.

Tanhai mein fariyaad to kar sakte hain

Virane ko aabad to kar sakte hain

Jab chahe aap se mil nehin sakte

Per jab chehe aapko yaad to kar sakte hain

Dua mangithi aasiyaane ki

Chal padi aandhiyan jamane ki

Mere gum koi na samajh paya

Kyuon ki meri aadat thi muskrane ki..

Mana ye waqt hamen yaad karne wala nehin

Per bewaqt hi yaad karliya karo

Mana aapke aas paas sari duniya hai

Kabhi hamari kami ka bhi ehsaas kar liya karo.

Monday, June 14, 2010

0 comments

अजनबी दोस्ती......


अजनबी दोस्ती......

दर्द में कुछ कमी-सी लगती है
जिन्दगी अजनबी-सी लगती है

एतबारे वफ़ा अरे तौबा
दुश्मनी दोस्ती-सी लगती है

मेरी दीवानगी कोई देखे
धुप भी चांदनी-सी लगती है

सोंचता हूँ की मैं किधर जाऊँ
हर तरफ रौशनी-सी लगती है

आज की जिन्दगी अरे तौबा
मीर की सायरी सी लगती है

शाम-ऐ-हस्ती की लौ बहुत कम है
ये सहर आखरी-सी लगती है

जाने क्या बात हो गयी यारों
हर नजर अजनबी-सी लगती है
दोस्ती अजनबी-सी लगती है.......

Sunday, June 13, 2010

0 comments

Dost ek saahil hai tufaano ke liye,


Dost ek aaina hai armaano ke liye,

Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,

Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!


Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,

Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,

Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,

Ab tumse kya chhupaana,

Tum hi toh ho jaan hamaari !


dosti ke naam ko na badnam karo

mere bharose ko na badnam karo,

meri dosti ko apna lena

humse ek baar hath mila lena...



Mushkilo se ghabra ke ab jina nahi chahte,

Dur tum se hoke ab rehna nahi chahte,

Yun to dost bahut bane iss zindagi me

Par aap jaise dost ko khona nahi chahte.


Yahi to khoobsurat dosti ka naata hai,

Jo bina kisi shart ke jiya jaata hai,

Rahe duriyan darmiyan to parwaah nahi,

Dost to harpal dil me basaya jaata hai...