Bas ik hi jhijhak hai yahi haal-e-dil sunaane mein
ki tera ziqar bhi aayega iss fasaane mein
baras padi thi jo rukh se naqaab uthaane mein
wo chaandni hai abhi tak mere gareeb-khaane mein
isee mein ishq ki qismat badal bhi sakta tha
jo waqt beet gaya mujh ko aazmaane mein
ye keh ke toot padaa shaakh-e-gul se aakhri phool
ab aur derr hai kitni bahaar aane mein.

0 comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.