Friday, June 18, 2010

Magar phir bhi ussi zaalim pe ham ko pyaar aya he!


dharak na kaam he dil ka ye dhad kan tum ne hi di he

mohabbat naam he es ka ye jo bekali tum ne hi di he

zamane bhar ki bato ka na ab ham se sabab puncho

guzaare kese din-ratei tun hare bin ye puncho



mohabbat tum ko kar te hei magar keh ne se darte hei

khyaalon me magar ham rooz tera deedaar karte hei



magar jab sam ne ate ho to nigahe milane se dar te hei

hamare dil pe kya beeti or sirf ahei bhar te hei



jigaar me tees dil me dard ham to aahei bhar te hei

ye kesa pyaar he meraa ye kesa dil lagaya he



jis zaalim ne tadhpaya yusi pe piyaar ayaa he

tumhara naam le le ke kati ye umar sari he



na tum aye na teri yaad ne daman ko choda he

tum hare pyaar ne ham ko kahi ka bhi na chodha he



qun aaj bhi dil ne na ummeede daman chodha he

tum hare pyaar ne ham ko kahi ka bhi na chodha he



millee khushia kam or teri yaad -ne har pal rulaaya he

magar phir bhi ussi zaalim pe ham ko pyaar aya he

0 comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.