Thursday, September 1, 2011

Aur hamari ankho ka hr aansu talab banta gya.

Haqiqat ke roop me khwab banta gaya

Dhire-dhire wo chehra kitab banta gaya

Usne kaha ke mujhe pani pasand hai

Aur hamari ankho ka hr aansu talab bnta gya.

Miss u.

*************************

Khushiyo se naraj hai meri zindagi,
mohabbt muhataj hai meri zindagi,
mai to hansta ho yu hi hansane ke liye,

barna gamoke kitab hai meri zindagi,

*************************

Hoton pe muskan hi kafi hai,

dil me ek armaan hi kafi hai,

kuch nahi chahiye jindagi se.

aap yaad karte rahein ye ehsaan hi kafi hai.

GOOD NIGHT FRIEND TAKE CARE

*************************

Sabse alag sabse pyare ho aap

Tarif puri Naho itne pyare ho aap

Aaj pata chla ye zamana Q jalta h aapse.

Qki Dost to Aakhir hamare ho Aap.

*************************

So jaao mat dekho raat ka nazara,

Hawa Bhi thandi mosam bhi h pyara,

Nikal gaya h chand chamak gaya har tara,

Kabul ho aapko raat ka salam hamara...

*************************

0 comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.